Dil me Ishq-e-Nabi Ke Ho Aise Lagan | Naat Sharif | Naat Lyrics | 31M views



Dil me Ishq-e-Nabi Ke Ho Aise Lagan | Naat Sharif | Naat Lyrics | 31M views

Dil me Ishq-E-Nabi Ke Ho Aise Lagan Dil me Ishq-E-Nabi Ke Ho Aise Lagan, Ruh tarapti rahe, Dil machalta rahe, Dil me Ishq-E-Nabi Ke Ho Aise Lagan, Ruh tarapti rahe, Dil machalta rahe, Zindagi ka maza hey Kay har saans se. Zindagi ka maza hey Kay har saans se. Ya Muhammad Muhammad Nikalta rahey. ********************************************* ********************************************* Dil me Ishq-E-Nabi Ke Ho Aise Lagan, Dil me Ishq-E-Nabi Ke Ho Aise Lagan, Ruh tarapti rahe Dil machalta rahe, Zindagi ka maza hey Kay har saans se. Zindagi ka maza hey Kay har saans se. Ya Muhammad Muhammad Nikalta rahey. ********************************************* ********************************************* Dil me Ishq-E-Nabi Ke Ho Aise Lagan, Dil me Ishq-E-Nabi Ke Ho Aise Lagan, Ruh tarapti rahe , Dil machalta rahe, Dil me Ishq-E-Nabi Ke Ho Aise Lagan, Ruh tarapti rahe, Dil machalta rahe, Zindagi ka maza hey Kay har saans se. Zindagi ka maza hey Kay har saans se. Ya Muhammad Muhammad Nikalta rahey. ********************************************* ********************************************* Ya Muhammad Muhammad Mein kehta raha, Ya Muhammad Muhammad Mein kehta raha, Noor kay motiyo ki Lare ban gaee, Ayaton sey milata Raha ayatein, Ayaton sey milata Raha ayatein, Phir jo dekha to Naat-E-Nabi ban gaye. ********************************************* ********************************************* Dil me Ishq-E-Nabi Ke Ho Aise Lagan, Dil me Ishq-E-Nabi Ke Ho Aise Lagan, Ruh tarapti rahe Dil machalta rahe, Dil me Ishq-E-Nabi Ke Ho Aise Lagan, Ruh tarapti rahe Dil machalta rahe, Zindagi ka maza hey Kay har saans se. Zindagi ka maza hey Kay har saans se. Ya Muhammad Muhammad Nikalta rahey. ********************************************* ********************************************* Jo bhi ansoo bahe Merey Mehboob kay, Jo bhi ansoo bahe Merey Mehboob kay, Sab ke sab Abr-E-Rehmat Kay cheentay banay, Chah gaee raat Jab zulf lehra gaee, Chah gaee raat Jab zulf lehra gaee, Jab tabasum kiya Chandani ban gaee. ********************************************* ********************************************* Dil me Ishq-E-Nabi Ke Ho Aise Lagan, Dil me Ishq-E-Nabi Ke Ho Aise Lagan, Ruh tarapti rahe Dil machalta rahe, Dil me Ishq-E-Nabi Ke Ho Aise Lagan, Ruh tarapti rahe Dil machalta rahe, Zindagi ka maza hey Kay har saans se. Zindagi ka maza hey Kay har saans se. Ya Muhammad Muhammad Nikalta rahey. ********************************************* ********************************************* Yeh to maana kay Jannat hai bagh-e-haseen, Yeh to maana kay Jannat hai bagh-e-haseen, Khoobsoorat hey Sab khuld ki sar zameen, Husn e jannat ko Phir jab samayta gaya, Husn e jannat ko Phir jab samayta gaya, Sarwar-E-Ambiya Ki galee ban gaee. ********************************************* ********************************************* Dil me Ishq-E-Nabi Ke Ho Aise Lagan, Dil me Ishq-E-Nabi Ke Ho Aise Lagan, Ruh tarapti rahe Dil machalta rahe, Dil me Ishq-E-Nabi Ke Ho Aise Lagan, Ruh tarapti rahe Dil machalta rahe, Zindagi ka maza hey Kay har saans se. Zindagi ka maza hey Kay har saans se. Ya Muhammad Muhammad Nikalta rahey. ********************************************* ********************************************* Jab chirah tazkira Un kay rukhsaar ka, Jab chirah tazkira Un kay rukhsaar ka, Waduha par liya, Wal qamar keh dia. Sooraton kee Tilawat bhi hoti rahi, Sooraton kee Tilawat bhi hoti rahi, Naat bhi ho gayi Baat bhi ban gayi. ********************************************* ********************************************* Dil me Ishq-E-Nabi Ke Ho Aise Lagan, Dil me Ishq-E-Nabi Ke Ho Aise Lagan, Ruh tarapti rahe Dil machalta rahe, Dil me Ishq-E-Nabi Ke Ho Aise Lagan, Ruh tarapti rahe Dil machalta rahe, Zindagi ka maza hey Kay har saans se. Zindagi ka maza hey Kay har saans se. Ya Muhammad Muhammad Nikalta rahey. ********************************************* ********************************************* Sab se saim Zamanay main mazoor tha, Sab se saim Zamanay main mazoor tha, Sab se beykas tha Beybas tha Majboor tha, Un ko reham agaya Merey halaat par, Un ko reham agaya Merey halaat par, Meree azmat Meree beybasee ban gaee. ********************************************* ********************************************* Dil me Ishq-E-Nabi Ke Ho Aise Lagan, Dil me Ishq-E-Nabi Ke Ho Aise Lagan, Ruh tarapti rahe Dil machalta rahe, Dil me Ishq-E-Nabi Ke Ho Aise Lagan, Ruh tarapti rahe Dil machalta rahe, Zindagi ka maza hey Kay har saans se. Zindagi ka maza hey Kay har saans se. Ya Muhammad Muhammad Nikalta rahey. ********************************************* ********************************************* Naat Lyrics: Dil me Ishq-E-Nabi Ke Ho Aise Lagan Naat Khwaan: Milad Raza Qadri Director: Mukhtar ul Mustafa

Comments